Saturday, July 20, 2013

hum na kahb mahga hay


Jab se tum se mili hon



Jab se tum se mili hon
Main ye jaan gai hn

Mohbbat kisay kehte hain.

Fursat agar milay tu parrhna mujhay zaroor


Fursat agar milay tu parrhna mujhay zaroor
Nakaam zindagi ki mukammal kitab hon.

Rafta rafta bujh gaya akhir charagh e aarzo



Rafta rafta bujh gaya akhir charagh e aarzo
Pehlay dil khamosh tha ab zindagi khamosh hay.

Hum gaye thay un ko mananay k liye


Hum gaye thay un ko mananay k liye
Wo khafa achay lagay, Hum ne khafa rehnay diya.

Mohabbat ye nahi ki tum tarrpo usay khabar bhi na ho


Mohabbat ye nahi ki tum tarrpo usay khabar bhi na ho
Mohabbat ye hay tumhara dil darrkay tu us k dil pe qayamat guzray.

Tu apni khudi ko kho chuka hay


Tu apni khudi ko kho chuka hay
Koi howi shay ki justujo kar.

Friday, July 19, 2013

Kon kehta hay nafratoon main dard hain Mohsin


Kon kehta hay nafratoon main dard hain Mohsin
Kuch mohabbatin bhi barri aziyat naak hoti hay

Teri negah e naaz main mera wajood be-wajood


Teri negah e naaz main mera wajood be-wajood 
Meri negah e shoq main tere sewa koi nahi.

Es qadar khamooshi hay charoo taraf


Es qadar khamooshi hay charoo taraf
Zehan sochay tu shor hota hay.





Zakhmi howe jo hont tu mehsoos ye howa


Zakhmi howe jo hont tu mehsoos ye howa
Chooma tha kisi phool ko barri be-rukhi k sath.

Itna Na Yaad Aya Karon K Raat Bhar S


Itna Na Yaad Aya Karon K Raat Bhar So Na Sakay 
Subah Ko Surkh Aankhon Ka Sabab Pochthay Hay Log.

Meri Dua Hay Mohabbat Mujhay Wo Hasil Ho


Meri Dua Hay Mohabbat Mujhay Wo Hasil Ho 
Usay Jo Khud Se Nekalon Tu Pass Kuch Na Rahay.

Wo Jazbon Ki Tijarat Thi , Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha


Wo Jazbon Ki Tijarat Thi , Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha
Usy Hansny Ki Adat Thi, Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha
Mjy Wo Dekh Kr Aksar,  Nigahen Phair Lyta Tha
Ye Darparda Haqarat Thi , Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha

Unhein hum yaad aatay hay fursat k


Unhein hum yaad aatay hay fursat k lamhaat main
par ye bhi such hay unhein fursat nahi milti.

Mat cheen apna naam


Mat cheen apna naam mere lab se estara 
Es be-naam zindagi main tera naam he tu hay

Kisi Aur Ko Meray Haal Se Na Gharz


Kisi Aur Ko Meray Haal Se Na Gharz Hay Na Koi Wastaa

May Bikhar Giya HOn Samait To, Bigarr Giya HoOn Sanwaar Do.

Mere Ishq Se Mili Hay


Mere Ishq Se Mili Hay
Tere Hussan KoYe Shohrat

Tera Zikar He Kaha Tha 
Meri Dastan Se Pehlay.

Mundair per chiragh rakh diye hain khud jalaye ga


Mundair per chiragh rakh diye hain khud jalaye ga
Woh aanay wala shakhs janay kis taraf se aaye ga,

To taye howa na, is gali k more tak to sath hain
Per is gali k more tak bhi ik zamana aaye ga,

Udaas parbatoon se sardiyon ki barf aa mili
Magr ye rabt dhoop ki kiran se toot jaye ga,

Jo log hijr ki musafaton main thak k so gaye
Khyal e mousam e wisaal hi unhain jagaye ga,

Wo ajnabi to shehr chor kar kabhi ka jaa chuka
Kitab e dil ki roo-numai main kisay bulaye ga,

Tu apnay harf us k naam kar k khud ko bhol ja
Ye ehd e be-hunr hai kis ko mou'ajza dikhaye ga,

Sivaye us k apni teergi main aap jal utthain
Saleem shab zadoon ko kon roshni dikhaye ga

Mujhe na satao itna ke main rooth jaun tum se


     * Mujhe na satao itna ke main rooth jaun tum se

Mujhe acha nahi lagta apni saansoon se juda hona